Vaaste song lyrics of Dhvani Bhanushali & Nikhil D'souza



------------------------------------------------------------------

Lyrics of the song Vaaste

Singer:- Dhvani Bhanushali & Nikhil D'souza

Lyrics:- Arafat Mehmood

Composer:- Tanishk Bagchi

-------------------------------------------------------------------

Vaaste jaan bhi doon
Main gawa iman bhi doon
Kismaton ka likha mod doon

Badle mein main tere
Jo Khuda khud bhi de
Jannatein, sach kahoon chhod doon

Tumse zyada main na janu
Tumse khudko main pehchanu
Tumko bas main apna manu mahiya

Tumse zyada main na janu
Tumse khudko main pehchanu
Tumko bas main apna manu mahiya

Vaaste jaan bhi doon
Main gawa iman bhi doon
Qismaton ka likha mod doon

Tere alawa koi bhi khwahish
Nahi hai baki dil mein
Kadam uthaun jahaan bhi jaun
Tujhi se jaaun mil main

Tere alawa koi bhi khwahish
Nahi hai baki dil mein
Kadam uthaun jahan bhi jaaun
Tujhi se jaaun mil main

Tere liye.. mera safar..
Tere bina.. main jaun kidhar

Tumse zyada main na jaanu
Tumse khudko main pehchanu
Tumko bas main apna manu mahiya

Vaaste jaan bhi doon
Main gawa imaan bhi doon
Kismaton ka likha mod doon

Badle mein main tere
Jo Khuda khud bhi de
Jannatein, sach kahoon chhod doon

Tu hi hai savera mera
Tu hi kinara mera
Tu hi hai dariya mera
Khuda ka zariya mera
Tujhi se hota shuru ye mera kaarwan
Tujhi pe jaake khatam
Ye mera saara jahaan

Vaaste jaan bhi doon
Main gawa imaan bhi doon
Qismaton ka likha mod doon






Zaroori hai kya ishq mei song lyrics of Papon


Songs lyrics from the movie BHARAT



Comments

Popular posts from this blog

মোৰ কবিতাৰ ছন্দ লাগি song lyrics of Kolaguru Bishnu Prasad Rabha || Mor Kobitar Chanda Lagi || Rabha Sangeet

Luitar Parore Aami Deka Lora Moribole Bhoi Nai song lyrics(Jyoti Prasad Agarwala) || Jyoti Sangeet ||

Mor Kobitar Chanda Lagi song lyrics of Kolaguru Bishnu Prasad Rabha || Rabha Sangeet